Husn Ghamze Kee Kashakash Se Chuta Mere BaadHusn ghamze kee kashakash se chuta mere baadBade aaram se hain ahl-e-jafa mere baadMansab-e-sheftagi ke koi qabil na rahaHui mazooli-e-andaz-o-ada mere baadTranslationThe clash between beauty and seduction is assuaged in my aftermathThe faithless are consequently at peace in my aftermathNo one is left worthy of the eminence of deire's insanityThe manner and the ways of love are banished in my aftermath
Husn Bhi ThaHusn bhi tha, kashish bhi thiAndaaz bhi tha, naqab bhi thaHeya bhi thi, pyaar bhi thaAggar kuchh na tha to bass ikrar
Ishq Ki Bandagi Di Hai To Husn Ki Ibadat Jaroori HaiIshq ki bandagi di hai to husn ki ibadat jaroori hai;Ishq se jeene ki ass rahegi aur husn se tarap ki justju
Husn Ki Chahat Mein Ishq Ko Humne Thukra DiyaHusn ki chahat mein ishq ko humne thukra diyaHusn ne yehi silsila hamaari zindgi mein duhra diya
Tere Husn KoTere husn koParde ki zaroorat hi kya hai zaalimKon rehta hai hosh mainTujhe dekhne k baad